Noor-e-Khuda
Woooo oooo oooo ooo
Woooo oooo ooo
Noor-e-Khuda
Ajnabi mod hai;
Khauf har aur hai.
Har nazar pe dhuan chha gaya.
Pal bhar mein jaane kya kho gaya.
Aasman sard hai;
Aahein bhi sard hai.
Tan se saaya juda ho gaya.
Pal bhar mein jaane kya kho gaya.
Saans ruk si gayi;
Jism chhil sa gaya;
Toote khwabon ke manzar pe
Tera jahan chal diya!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Tu kahan chhupa hai humein yeh bata!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Yoon naa humse nazarein phira!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Tu kahan chhupa hai humein yeh bata!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Yoon naa humse nazarein phira!
Noor-e-Khuda!
Ho, nazar-e-karam, farmayi de.
Aa, deen-o-dharam, ko jagayi de.
Ho, jalti hui tanhaiyaan;
Roothi hui parchayiaan -
Kaisi udi yeh hawaa?
Chhaya yeh kaisa samaa?
Rooh jam si gayi,
Waqt tham sa gaya,
Toote khwabon ke manzar pe
Tera jahan chal diya!
Chorus: {repeat Chorus 1}
Ujde se lamhon ko aas teri;
Zakhmi dilon ko hai pyaas teri;
Har dhadkan ko talaash teri -
Tera milta nahi hai pata.
Khaali aankhein khud se sawaal karein;
Aman ki cheekh behaal karein;
Behta lahoo fariyaad karein -
Tera mit ta chala hai nishaan!
Rooh jam si gayi,
Waqt tham sa gaya,
Toote khwabon ke manzar pe
Tera jahan chal diya!
Chorus: {repeat Chorus 1}
Rooh jam si gayi,
Waqt tham sa gaya,
Toote khwabon ke manzar pe
Tera jahan chal diya!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Aaj kal tu kahan hai yeh bataa!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Aaj kal tu kahan hai yeh bataa!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Aaj kal tu kahan hai yeh bataa!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Aaj kal tu kahan hai yeh bataa!
Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda!
Kya yeh sach he ke hum hai hum se khafa?