Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Hai rom rom iktaara
Hai rom rom iktaara
Jo baadalon mein se guzre
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankahaa, tune ankahaa sab suna
Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna
Tu din sa hai, main raat
Aa na dono mill jaayein shaamon ki tarah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Chitthiyon ko jaise mil gaya
Jaise ek naya sa pata
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Khaali rahein, hum aankh moond jaayein
Pahunche kahin toh bewajah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe