Hmm hmm Ha ha ha
Mere nainaa saawan bhaadon,
Phir bhi meraa maan pyasa
Phir bhi meraa maan pyasa
Mere nainaa saawan bhaadon,
Phir bhi meraa maan pyasa
Phir bhi meraa maan pyasa
Verse
Ai dil deewane, khel hai kyaa jaane?
Dard bharaa yeh, geet kahaan se,
In honthon pe aaye-ee? Door kahin le jaaye.
Bhool gaya kya, bhool ke bhi hai,
Mujhko yaad zaraa saa,
Phir bhi meraa maan pyasa
verse 2
Baat puraani hai, ek kahaani hai.
Rut aaye, rut jaaye deke,
jhoothaa ek dilasaa,
Phir bhi meraa maan pyasa
verse 3
Barson beet gaye, hamko mile bichde.
Bijuri bankar, gagan pe chamki,
Beete samay ki rekhaa-aa, main ne tum ko dekhaa.
Maan sang aankhmichauli khele,
Aasha aur nirasha,
Phir bhi meraa maan pyasa
Mere nainaa saawan bhaadon,
Phir bhi meraa maan pyasa
Phir bhi meraa maan pyasa
Mere nainaa saawan bhaadon,
Phir bhi meraa maan pyasa
Phir bhi meraa maan pyasa