Apne jitni yaad utha ke Raat jalany aya hai
Itna chamka bhuj hi gaya hai Raat barhany aya hai
Raat chamak liya saara Ye rah kaisa aya hai
Raat ke pyaaly per Soraj ko gussa aya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo
Aik koyla bhujny wala Dhoop se hai bharkaya
Rook ruky to phir wo koyla Raat mai saara khaya
Aik kiran ke jitna Iska hissa aya hai
Raat ke pyaaly per Soraj ko gussa aya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo
Tang rasty pe Chalty chalty Morr nazar ik aya
Morr se aagy rasta dekha Dekha wo ghabraya
Dard nagar se koi ye khaas ruka aya hai
Raat ke pyaaly per Soraj ko gussa aya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo Din charh aaya hai
Jugnoo