Behti Hawa Sa Tha Woh
Udati Patang Sa Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhundo
Behti Hawa Sa Tha Woh
Udati Patang Sa Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhundo
verse 1
Hmm Humko To Raahe Thi Chalati
Woh Khud Apni Raah Banata
Girta Sambhalta Masti Me Chalta Tha Woh
BHumko Kal Ki Fikar Satati
Woh Bas Aaj Ka Jashn Manata
Har Lamhe Ko Khulke Jita Tha Woh
Kaha Se Aaya Tha Woh
Chuke Humare Dil Ko
Kaha Gaya, Use Dhundo
verse 2
Sulagti Dhup Me Chav Ke Jaisa
Registhan Me Gaav Ke Jaisa
Man Ke Gaav Pe Marham Jaisa Tha Woh
BHum Sehme Se Rehte Kuwe Me
Woh Nadiya Me Gote Lagata
Ulati Dhaara Chir Ke Tairta Tha Woh
Badal Aawara Tha Woh
Pyar Hamara Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhundo
Humko To Raahe Thi Chalati
Woh Khud Apni Raah Banata
Girta Sambhalta Masti Me Chalta Tha Woh
Humko Kal Ki Fikar Satati
Woh Bas Aaj Ka Jashn Manata
Har Lamhe Ko Khulke Jita Tha Woh
Kaha Se Aaya Tha Woh
Chuke Humare Dil Ko
Kaha Gaya, Use Dhundo