Tom: C
Introdução:
C
O maajhi re!
C Eb C
O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai.
C Eb C
O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai.
C
O maajhi re!
verse 1
C Am C
Saahilon-pe behane-waale, kabhi suna to hoga kahin? Oh!
C Am C
Ho! Kaagazon ki kashtiyonka kahin kinaara hota nahin.
F C
O maajhi re! Maajhi re!
C Am F C
Koi kinaara, jo kinaare se mile woh, apana kinaara hai.
C Eb C
O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai.
C
O maajhi re!
verse 2
C Am C
Paaniyon mein beh rahe hain, kai kinaare tootey huye. Oh!
C Am C
Ho! Raaston mein mil gaye hain sabhi sahaare chhootey huye.
F C
O maajhi re! Maajhi re!
C Am F C
Koi sahaara majhadhaare mein mile jo, apanaa sahaara hai.
C Eb C
O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai.
Eb C Eb C
Nadiya ki dhaara hai... Nadiya ki dhaara hai...