Tom: F
Introdução:
Fm C
Jeena yahan marna yahan,
C Fm
Iske siwa jaana kahan?
Fm C
Jeena yahan marna yahan,
C Fm
Iske siwa jaana kahan?
Fm
Jee chahe jab humko awaaz do,
Eb C Fm
Hum hain wahin, hum they jahan.
Fm C
Apne yahin dono jahan,
C Fm
Iske siwa jana kahan?
F Bb
Yeh mera geet, jeevan sangeet,
C#m7 Fm
Kal bhi koi dohraayega.
F Bb
Yeh mera geet, jeevan sangeet,
C#m7 Fm
Kal bhi koi dohraayega.
F Bb
Jag ko hasaane behroopiya,
C#m7 Fm
Roop badal phir aayega!
Fm C
Swarg yahin, Nark yahan -
C Fm
Iske siwa jaana kahan?
Fm
Jee chahe jab humko awaaz do,
Eb C Fm
Hum hain wahin, hum they jahan.
Fm C
Apne yahin dono jahan,
C Fm
Iske siwa jana kahan?
F Bb
Kal khel mein hum ho na ho
C#m7 Fm
Gardish mein taare rahenge sada.
F Bb
Kal khel mein hum ho na ho
C#m7 Fm
Gardish mein taare rahenge sada.
F Bb
Bhoologey tum, bhoolengey woh,
C#m7 Fm
Par hum tumhare rahenge sada.
Fm C
Rahenge yahin apne nishaan -
C Fm
Iske siwa jaana kahan?
Fm
Jee chahe jab humko awaaz do,
Eb C Fm
Hum hain wahin, hum they jahan.
Fm C
Apne yahin dono jahan,
C Fm
Iske siwa jana kahan?
Fm C
Jeena yahan marna yahan,
C Fm
Iske siwa jaana kahan?