Letra de
Kahani

Aankhon ke pardon pe pyara sa jo tha, woh nazaara
Dhuaan sa bankar ud gaya ab na raha-aaa
Baithe thhe hum toh, khwabon ke chaanv ke tale-eeey.
Chhod ke unko, jaane kahaan ko chale-eeey.
Kahaani khatam hain, yaa shuruat honay ko hain,
Subaha nayi hai yeh, ya fir raat honay ko hain,
Kahaani khatam hain, yaa shuruat honay ko hain,
Subaha nayi hai yeh, ya fir raat honay ko hain,
Aane waala waqt dega pana heyy,
Yaa phir se milenge do raahe-eeey.
Khabar kya, kya pata.