Tono: Bm
Introducción:
Am
maafi talafi ki kafi par aai kaam nai
C
jee, aap, wo leti mera naam nai
G
phills pop, I let the weed smoke
F
sometimes, just talking doesn't make the pain go
Am
tu hi aag ti hi us pe parti barish
C
main wo khali haveli jis ki tu akeli varis
G
tu hi chaon, tu hi dhoop rangon k saath roop
F
tu jitni khubsurat us se kahin ziada door
Am
main likhna choor dun jo tere baarey
C
main qalam tor dun or tu siyahi main basa rey
G
hansa rahey zamaney ko khud se pareshan
F
wo parhti thi kitaben main parhta hun insaan
Am
insaan bhi kia cheez hai
C
ek main wafa nahi or doosrey ko wafa ki umeed hai
G
insaan bhi kia cheez hai
F
main kal guzra phir udhar se tou yaad agi cheez ek
Am
tera number nahi hai you left the city and you're
C
gone baat karney ko hai bs yeh microphone
G
wohi khaghaz wohi qalam lehjay sakht dil naram
F
badbakht bs karo udaasi har taraf
Am
jhootey tere bharam kis baat pe tu barham
C
pr hum q? abhi stuck like jam on a one way but
G
someday tu samajh jaye gi door ho k hum se k
F
hum main wo qaraar nai pehley wali baat nai
Am
tujhey kia azaad ya di hai khud ko saza
C
lekin dil k muhallay me ab tera maqaan nai
Am
aaj phr tu aai nai
C
yaad teri aai thi
G F
bewajah hi, bewafa se, bepanah umeed jo lagai thi
Am
aaj phr tu ek gumaan
C
aaj phr tu shayari
G F
socha tu ayegi, tor k wo rasmen sari duniya rivayaten but God damnit girl,
Am
aaj phr tu aai nai
C
yaad teri aai thi
G F
bewajah hi bewafa se bepanah umeed jo lagai thi
Am
raazi dil tou raza mand hum q nai
C
nai taapi pill ganey likay yeh sha'oor bhayee
G
Ye aajizi hai baghi isko kehte hum ghuruur nai
F
Dil e maghroor tu bhi khoob tu haram dena
Am
sood phir I&rsquo m just a text away,
C
itna bhi duur nahi Feels like yesterday
G
sach ka suboot nai Tu hi zawal mera, tu hi hai
F
urooj ay! Logon se puch ye qalam likhta jhoot nai
Am
Ghum dekar phir dilaase kese?
C
Muu pe tassaliyan tou dunya mai tamashe kese?
G
Hum aaj bhi kehte, na koi raqeeb, na hareef
F
Hum thay ghareeb najanay kaati hain wo raaten kese?
Am
Qalam chor ya qalam tor, aa wazan tol
C
Nai hazam shor, ye azam khoj, tu surangh khod
G
Tarazu hi nai jo tolega ye dozen bol
F
Tu raqam soch in lafzon ki, aaja zakham tol
Am
Insaan bhi kia cheez hai
C
Ek mai wafa nai aur dusre ko wafa ki umeed hai
G
Insaan bhi kia cheez hai
F
Jhoot ki saza nai tou tohmaten lagane pe yahan dheel hai
Am
Tu jese rehmat, tu hi hoor, tu hi noor,
C
kohinoor Tu hi saya, tu hi dhoop, tu fitoor
G F
ye futuur Tu itni khuubsurat k mai likhne mai majboor
Am
Badal sirhaana, kiun ke duur, tu ne tou aana nai
C
Khudkush zamana, ye ek gaana koi fasaana nai Likden afsaaanay tujh pe lekin..
Am
aaj phr tu aai nai
C
yaad teri aai thi
G F
bewajah hi, bewafa se, bepanah umeed jo lagai thi
Am
aaj phr tu ek gumaan
C
aaj phr tu shayari
G F
socha tu ayegi, tor k wo rasmen sari duniya rivayaten but God damnit girl,
Am
aaj phr tu aai nai
C
yaad teri aai thi
G F
bewajah hi bewafa se bepanah umeed jo lagai thi