Tono:
Introducción:
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa -
Bb F Bb F
Jaise, khilta gulaab, jaise, shaayar ka khwaab...
Bb F Eb Bb
Jaise, ujjli kiran, jaise, ban mein hiran...
Bb F Bb F
Jaise, chaandni raat, jaise, naghme ki baat...
Bb Bb4
Jaise, mandir mein ho ek jalta diyaa...
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa -
Bb F Bb F
Jaise, subhoon ka roop, jaise, sardi ki dhoop...
Bb F Eb Bb
Jaise, veena ki taan, jaise, rangoon ki jaan...
Bb F Bb F
Jaise, balkhaaye beil, jaise, lehroon ka khel...
Bb Bb4
Jaise, khushboo liye aaye thandi hawaa...
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa -
Bb F Bb F
Jaise, naachta mor, jaise, resham ki door...
Bb F Eb Bb
Jaise, pariyoon ka raag, jaise, sandal ki aag...
Bb F Bb F
Jaise, sola-sigaar, jaise, ras ki phuhaar...
Bb Bb4
Jaise, aahista aahista badhta nashaa...
Bb F Bb
Ho! Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...
Bb F Bb
Ek ladki ko dekha, to aisa lagaa...