Usoolo ki jo thi duniya ab
Hai kaha bolo?
Baate kitaabi jo suni hume
Na yakeen dekho
Guftagoo is majhabi par ab mujhko gumaan
Hu vaaqif na hu naadan koi
Na fikre jahaan
Kyu namanzoor O huzoor kirdaar hai Yaha is kahaani ka?
Naa magroor bekasoor hu
Gunjati hai jo dil ki zubaan
Verse
Kehta koii thi roshni jaha
Na samajh tujhko mubarak ye girta jahaan
Hai munasib har anjaam vaaqif hu na nadaan
Ye manjar hai agar, fariyaad h kaha Poochu main yaha
O mehfooz belagaam armaano me Doobi begaraz udaan
Instrumental
Verse
Usoolo ki jo thi duniya ab
Hai kaha bolo?
Ye manjar hai agar, fariyaad h kaha Poochu main yaha
O mehfooz belagaam armaano me Doobi begaraz udaan
Db(single strum end)