Key: F
Introduction:
F Gm Eb
Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar -
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.
F Gm Eb
Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar -
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.
Dm F Dm Gm
Hai yeh kaisi dagar? Chaltein hain sab magar.
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.
verse 1
F C F
Zindagi ko bohut pyaar humne diyaa.
F Gm Bb F
Maut se bhi mohabbat nibhaaenge hum.
F C F
Rote-rote zamaane mein aaye magar.
F Gm Bb F
Hanste-hanste zamaane se jaaenge hum.
F Gm Eb
Jaaenge par kidhar, hai kisey yeh khabar?
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.
verse 2
F C F
Aise jeevan bhi hain, jo jiye hi nahi.
F Gm Bb F
Jinko jeene se pehle hi maut aagayi.
F C F
Phool aise bhi hain, jo khile hi nahi.
F Gm C F
Jinko khilne se pehle fiza kha gayi.
F Gm Eb
Hai pareshaan nazar thak gaye chaahakar.
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.
Outro
F Gm Eb
Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar -
Eb F Bb F
Koi samjha nahi koi jaana nahi.